Kedu’s Weblog

Fundas of Kedarism

Oh Ri Duniya…

with 2 comments

Hi fellas! This song is inspired by ‘Duniya oh duniya’ song from movie ‘Gulaal’ and dedicated to my friends from IT industry. If possible please try to read this to the tune of song mentioned above for better effect 🙂

Oh Ri Duniya, Oh Ri Duniya
Aye 201R Bus Route Ki Duniya Oh Duniya
Ghanto Traffic Jams Mein Fhasse Rahne Ki Duniya Oh Duniya
Binna Meter Rickshaw Chalne Wallo Ki Duniya Oh Duniya.

Wending Machine Ke Karab Coffee Ki Duniya Oh Duniya Re
Baking Soda Wale Canteen Lunch Ki Duniya Oh Duniya Re
Aye Week End Pe Cheese Burst Pizza Ki Duniya Oh Duniya
Bugs Se Bhare Code Ki Duniya Oh Duniya
Tight Estimates Aur Aggressive Schedules Ki Duniya Oh Duniya Re
Late Working Hours Ki Duniya Oh Duniya
Oh Ri Duniya, Oh Ri Duniya, Oh Ri Duniya, Oh Ri Duniya
Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaaye To Kya Hai? Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaaye To Kya Hai?
Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaaye To Kya Hai?

Weekly Status Reports Ki Duniya Oh Duniya
Bi-Annual Appraisal Process Ki Duniya Oh Duniya
Recession Mein Zero Increment Ki Duniya Oh Duniya Re
Pending Promotion Back Logs Ki Duniya Oh Duniya
Ooooo…Oooo…Hoooo…Hooo…Ooooooooo…
Management Ke Cost Cutting Bakwaas Ki Duniya
Layoff Ke Bhay Se Bhari Ye Duniya.
Company Mission Aur Vision, Aur Uske Beech Ka Difference Samaj Ne Ki Duniya!
Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaaye To Kya Hai? Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaaye To Kya Hai?
Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaaye To Kya Hai?

Weekends Toh Aisse Hi Chale Jaate Hai Hai
Reh Jaata Hai Woh Public Holidays Ki Intezar Mein
Vacation Ki Approval Workflow Ke Chakar Mein
Jaisi Bacchi Hai Waisi Ki Waisi Toh Bacha Lo Yeh Duniya
Apna Samajh Ke Apno Ke Jaisi Utha Lo Yeh Duniya
Shopping Mein Credit Limit Khatam Ho Jaati Hai, Sambhalo Yeh Duniya
Share Market Crash Mein Savings Gayab Ho Jaati Hai, Sambhalo Yeh Duniya
Oh Ri Duniya, Oh Ri Duniya
Woh Kahen Hai Ki Duniya Yeh Itni Nahi Hai
Shopping Malls Se Aage Jahan Aur Bhi Hai
Yeh Hum Hi Nahi Hai, Wahan Aur Bhi Hai
Hamari Hare Ek Baat Hoti Wahin Hai
Magar Project Plan Yeh Bigad Jaata Hai Jo
Woh Kehte Hai,
Client Jo Kheta Woh Ishwar Hai
Client Jo Kheta Woh Allah Hai
Client Jo Kheta Woh Issa Hai
PL Yeh Kheti Tab Team Members Se Ki,
Tumhari Hai Tum Hi Sambhalo Yeh Duniya
Yeh ‘IT’ Ke Maare Chand Baasi Charago
Tumhare Yeh Kale Future Ki Duniya.
Oh Ri Duniya, Oh Ri Duniya Hoo Ri Duniya.

<!–[if !mso]> <! st1\:*{behavior:url(#ieooui) } –>

Hi fellas! This song is inspired by ‘Duniya oh duniya’ song from movie ‘Gulaal’ and dedicated to my friends from IT industry. If possible please try to read this to the tune of song mentioned above for better effect 🙂

Oh Ri Duniya, Oh Ri Duniya

Aye 201R Bus Route Ki Duniya Oh Duniya

Ghanto Traffic Jams Mein Fhasse Rahne Ki Duniya Oh Duniya

Binna Meter Rickshaw Chalne Wallo Ki Duniya Oh Duniya.

Wending Machine Ke Karab Coffee Ki Duniya Oh Duniya Re

Baking Soda Wale Canteen Lunch Ki Duniya Oh Duniya Re

Aye Week End Pe Cheese Burst Pizza Ki Duniya Oh Duniya

Bugs Se Bhare Code Ki Duniya Oh Duniya

Tight Estimates Aur Aggressive Schedules Ki Duniya Oh Duniya Re

Late Working Hours Ki Duniya Oh Duniya

Oh Ri Duniya, Oh Ri Duniya, Oh Ri Duniya, Oh Ri Duniya

Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaaye To Kya Hai? Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaaye To Kya Hai?

Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaaye To Kya Hai?

Weekly Status Reports Ki Duniya Oh Duniya

Bi-Annual Appraisal Process Ki Duniya Oh Duniya

Recession Mein Zero Increment Ki Duniya Oh Duniya Re

Pending Promotion Back Logs Ki Duniya Oh Duniya

Ooooo…Oooo…Hoooo….Hooo…Ooooooooo…

Management Ke Cost Cutting Bakwaas Ki Duniya

Layoff Ke Bhay Se Bhari Ye Duniya.

Company Mission Aur Vision, Aur Uske Beech Ka Difference Samaj Ne Ki Duniya!

Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaaye To Kya Hai? Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaaye To Kya Hai?

Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaaye To Kya Hai?

Weekends Toh Aisse Hi Chale Jaate Hai Hai,

Reh Jaata Hai Woh Public Holidays Ki Intezar Mein,

Vacation Ki Approval Workflow Ke Chakar Mein,

Jaisi Bacchi Hai Waisi Ki Waisi Toh Bacha Lo Yeh Duniya,

Apna Samajh Ke Apno Ke Jaisi Utha Lo Yeh Duniya,

Shopping Mein Credit Limit Khatam Ho Jaati Hai, Sambhalo Yeh Duniya,
Share Market Crash Mein Savings Gayab Ho Jaati Hai, Sambhalo Yeh Duniya,
Oh Ri Duniya, Oh Ri Duniya,
Who Kahen Hai Ki Duniya Yeh Itni Nahi Hai,
Shopping Malls Aur Complexes Se Aage Jahan Aur Bhi Hai,
Yeh Hum Hi Nahi Hai, Wahan Aur Bhi Hai,
Hamari Hare Ek Baat Hoti Wahin Hai,
Magar Project Plan Yeh Bigad Jaata Hai Jo,
Wo Kehte Hai,
Client Jo Kheta Woh Ishwar Hai,
Client Jo Kheta Woh Allah Hai,
Client Jo Kheta Woh Issa Hai,
PL Yeh Kheti Tab Team Members Se Ki,
Tumhari Hai Tum Hi Sambhalo Yeh Duniya,
Yeh ‘IT’ Ke Maare Chand Baasi Charago
Tumhare Yeh Kale Future Ki Duniya
Oh Ri Duniya, Oh Ri Duniya Hoo Ri Duniya.

Written by journeywithkedar

November 10, 2009 at 1:36 pm

2 Responses

Subscribe to comments with RSS.

  1. I havn’t heard of the original tune but still enjoyed it…

    Nishant

    November 10, 2009 at 1:51 pm

    • hahaah….tu to totally frusta gya h bhai

      Mohit

      November 11, 2009 at 12:31 pm


Leave a comment